Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya koi kisi ka nahin ye jhoothe naaten hain naaton ka kya kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya hoga maseehaaaaa hoga maseeha saamne tere phir bhi na tu bach paayega tera apnaaaaa tera apna khoon hi aakhir tujhko aag lagayega aasmaan ke aasmaan ke udne waale mitti mein mil jaayega kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya sukh mein tereeeee sukh mein tere saath chalenge dukh mein sab mukh modenge duniya waaleeeee duniya waale tere ban kar tera hi dil todenge deten hain deten hain bhagwaan ko dhoka insaan ko kya chhodenge kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya koi kisi ka nahin ye jhoothe naaten hain naaton ka kya kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya
kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka left right left right right turn left right left right about turn gusse ko chhodiye dheere dheere boliye meri sarkaar zara aankhon ko kholiye faishan ko bhool ke aao zara hosh mein dhokhe mein aao na jawani ke josh mein fayda hai kya jhoothi tip taap ka mera naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka ahaa ahaa ahaa hey hey hey hey hey hey oho oho ho ho hun hun hun hun hun hun koi baat kijiye to pehle tol ke chaliye na chaal aise dol dol ke husn ka huzoor ko bada maan hai husn chaar roz ka mehmaan hai kahaan jayega guroor aap ka mera naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka left right left right about turn
kusoor teri nazron ka tha aaaa kusoor teri nazron ka tha isliye main deewana huaa isliye main deewana huaa sawaal tere teeron ka tha aaaa sawaal tere teeron ka tha isliye dil nishaana huaa isliye dil nishaana huaa kusoor teri nazron ka tha aaaa kusoor teri nazron ka tha had hai pehli mulaqaat mein had hai pehli mulaqaat mein o kitni baatein hain har baat mein kitni baatein hain har baat mein ye kadam to mere saath mein meri to jaan pe ban gayi aur tera rooth jaana huaa kusoor teri nazron ka tha aaaa kusoor teri nazron ka tha bholi bhaali hai chanchal bhi hai bholi bhaali hai chanchal bhi hai o tu to bijli bhi baadal bhi hai tu to bijli bhi baadal bhi hai aur thodi si paagal bhi hai ek qayaamat gale pad gayi baat karna bahana hua kusoor teri nazron ka tha kusoor teri nazron ka tha kya kahun toone kya kya kaha aye aye aye kya kahun toone kya kya kaha o tera har vaar dil pe saha aye aye aye tera har vaar dil pe saha sab samajh kar bhi main chup raha jab udhar se
hmm hmm hmm hmm hey hey hey hey lala lala laaaa hmm hmm hmm hmm hmm kathai aankhon waali ik ladki ek hee baat par bigadti hai kathai aankhon waali ik ladki ek hee baat par bigadti hai tum mujhe kyun nahin mile pehle roz ye keh kar mujhse ladti hai kathai aankhon waali ik ladki ek hee baat par bigadti hai tum mujhe kyun nahin mile pehle roz ye keh kar mujhse ladti hai kathai aankhon waali ik ladki hmm hmm hmm hmm hey hey hey hey lala lala laaaa hmm hmm hmm hmm hmm gusse ki wo tez hai lekin dil ki behad achchhi hai wo kaliyon se bhi nazuk hai aur shahed se mithi hai chehre par hain narm ujaale baalon mein kaali raaten chehre par hain narm ujaale baalon mein kaali raaten hans de wo to moti barsen phoolon jaisi hain baaten hmm hmm hmm hmm hmmhmm kathai aankhon waali ik ladki ek hee baat par bigadti hai tum mujhe kyun nahin mile pehle roz ye keh kar mujhse ladti hai kathai aankhon waali ik ladki hmm hmm hmm hmm hey hey hey hey lala lala laaaa hmm hmm hmm hmm hmm mujh ko
Kati Umar Hotelon Mein
katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina baanki chitwan sab matwaali gora mukhda honth gulaabi ankhiyaan kaali kaali baanki chitwan sab matwaali gora mukhda honth gulaabi ankhiyaan kaali kaali rangeele more saiyaan sajeele more saiyaan chhabeele balam chatkeele tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina dekho ye naina matwaare dooje gajab kajre ki doori haai dekho ye naina matwaare dooje gajab kajre ki doori haan teere nazar ke dhookha kar ke chubh gaye dil mein chori chori haan teere nazar ke dhookha kar ke chubh gaye dil mein chori chori nasheele mat maare nasheele mat maare lacheele balam sharmeele tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera
katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na kal bhi to kucch aisa hee huaa tha neend mein thi tumne jab chuaa tha girte girte bahon mein bachi main ho sapne pe paanv pad gaya tha sapnon mein behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na tumne to aakash bicchaya mere nange peron mein zameen hai paake bhi tumhari aarzoo ho ho shayad aisi zindagi hasin hai aarzoo mein behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na halke halke kohre ke dhuyen mein shayad aasmaan tak aa gayeen hoon teri
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm katte hain dukh mein ye din pehlu badal badal ke rehte hain iss dil ki dil mein armaan machal machal ke katte hain dukh mein ye din tadpaayega kahaan tak aye dard e dil bataa de ruswaa kahin naa kar de aansun nikal nikal ke katte hain dukh mein ye din yeeee khaak par jo chamke zarre na inko samjho phenka gaya hai dil ka phenka gaya hai dil ka insaan kuchal kuchal ke katte hain dukh mein ye din ulfat ki thokron se ulfat ki thokron se aakhir naa bach saka dil ulfat ki thokron se aakhir naa bach saka dil jisne kadam uthaaye humne sambhal sambhal ke katte hain dukh mein ye din
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haa haa haa kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin jism se phool chatakane ki sadayen aaeen jism se phool chatakane ki sadayen aayin ooo ooo ooo ruh khilne lagi ruh khilne lagi sanson mein mehak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi ooo ooo ooo honth tapne lage honth tapne lage zulfon mein lachak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron
kaun aaya kaun aaya kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya aankh na jaane dil pehchaane aankh na jaane dil pehchaane sooratiyaa kuchh aisi aankh na jaane dil pehchaane sooratiyaa kuchh aisi yaad karun to yaad na aaye muratiyaa ye kaisi paagal mannwaa soch mein doobaa sapnon kaa sansaar liye kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya ik pal sochun meri aashaa roop badal kar aayi ik pal sochun meri aashaa roop badal kar aayi dooje pal phir dhyaan ye aaye ho na kahin parchhaai jo pardesi ke ghar aayi ek anokhaa pyaar liye kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya
kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta magar kya karun ye dil deewana nahin manta haan nahin maanta nahin manta dil nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta maut se jo dare pyaar wo kya kare pyaar mein to yahi maut hai zindagi jaan kya cheez hai pyaar ke saamne saans toote na chhute ye dil ki lagi ye na hota to phir pyaar ki rahon mein ye na hota to phir pyaar ki rahon mein khaak dar dar ki koi deewana nahin chhaanta nahin chhaanta dil nahin manta nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta laila shiri ho ya heer ya sohni mar ke bhi unki surat sitaron mein hai jinke dil ka lahu ghul gaya pyaar mein aaj tak unki khushboo baharon mein hai kuchh to hai warna dil mera tere liye kuchh to hai warna dil mera tere liye jaan dene ki zid jaane jaana nahin thanta nahin thanta dil nahin maanta nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta magar kya karun ye dil deewana nahin
kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya duniya ka ye bhed abhi tak koi samjh nahin paayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya jeewan ki naiyaa mein sabhi hain raahi ik manzil ke in hi mein mann ke meet milenge in hi mein dushman dil ke kisi ke dil mein bhari hai nafarat kisi mein pyaar ki maayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya bichhade log bhi mil jaate hain kabhi kabhi jeewan mein khushi ki laharein bhi uthati hain kisi ke dukhiya mann mein kabhi kisi nee khoya jag mein kabhi kisi ne paayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya koi moorakh ban ke begaana apno ko thukraaye koi kisi ki khushi ke kaaran raste se hat jaaye koi kinaara chhod ke dhundhe toofaanon ka saayaaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya
kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana khade khade kya soch raha hai khade khade kya soch raha hai hua kahaan se aana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu sooraj dooba chaand na nikalaaaaa sooraj dooba chaand na nikala beeta samaan suhaanaaaaa sooraj dooba chaand na nikala beeta samaan suhaanaa raat andheri baat na poochen samajh ke paaon uthaanaaaa kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaanaa saathi aawan jaawan hardum yahi sunaati gaanaaa saathi aawan jaawan hardum yahi sunaati gaanaa jeete ji hai chalana phirana jeete ji hai chalana phirana mare to ek thikaana mare to ek thikaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaanaa
hmmmmmmm hmmm hmmmm hmmmmm ooooo hoooo hooo hooo hooo ooooo hoooo hooo hooo kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa hey thehar thehar ye suhaani si dagar jara dekhan deeee dekhan deeee mann bharmaaye naina baandhe ye dagariyaa mann bharmaaye naina baandhe ye dagariyaa kahin gaye jo thehar din jaayega guzar gaadi haakan deeeee haakan deee kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa kaun disa mein pehli baar hum nikle hain ghar se kisi anjaane ke sang hoo anjaane se pehchaan badhegi to mehak uthega tora ang hoo mehak se tu kahin behak naa jaana mehak se tu kahin behak naa jaana naa karna mohe tang hooo hooo tang karne ka tose naata hai gujariyaa tang karne ka tose naata hai gujariyaa hey thehar thehar ye suhaani si dagar jara dekhan deeee dekhan deeee kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa kaun disha mein oooo hoooo hooo hooo hoo hoo oooo hoooo hooo hooo hoo hoo oooo oooo oooo oooo hooo
aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa kaun gali gayo shyaam shyaam kaun gali gayo shyaam kaun gali gayo shyaam aaaaaaaaaa bata de sakhi ri bata de sakhi ri more raam kaun gali gayo shyaam shyaaaaam kaun gali gayo shyaam shyaaaaam shyaaaaaaaaaaam shyaaaaam shyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaam kaun gali gayo shyaam shyaaaaam kaun gali gayo shyaam
kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa aa aa aa aa aa o priyaa aa aa aa aa aa aa aa zindagi ke har ik mod pe main geet gaata chala jaa raha hoon zindagi ke har ek mod pe main geet gaata chala jaa raha hoon bekhudi ka ye aalam na poochho manzilon se badha jaa raha hoon manzilon se badha jaa raha hoon kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa aa aa aa aa aa o priyaa aa aa aa aa aa aa aa saj gayin aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein saj gayin aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein husn jab se mera ho gaya hai mujh pe padti hain sab ki nigaahein mujh pe padti hein sab ki nigaahein kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa
Kaun Ho Tum
kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun ho kavi ki madhur kalpana ho tum ya gayak ki madhurim taan kavi ki madhur kalpana ho tum aaaaaaaa kavi ki madhur kalpana ho tum ya gayak ki madhurim taan ya sarita jal ki tarang ho ya sarita jal ki tarang ho arun kamal ki madhu musukaan kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo ritu vasant ki pratham kali ho oooo ooo ritu vasant ki pratham kali ho sawan ki pehli barsat ya chir birohi dono dayon ke ya chir birohi dono dayon ke madhur milan ki pehli raat kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo pranaya geet ki prathama pankti ho ya manu ki pehli santaan pranaya geet ki prathama pankti ho ya manu ki pehli santaan nav youvan ki pratham drishti ho nayanon ki pehli pehchaan kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo
kaun hoon main kya naam hai mera main kahaan se aayi hoon main pariyon ki shehzaadi main aasmaan se aayi hoooon kaun hoon main kya naam hai mera main kahaan se aayi hoon main pariyon ki shehzaadi main aasmaan se aayi hooooooon naa jaapani gudiyaa hoon naa main bangal kaa jaadoo hoon naa jaapani gudiyaa hoon naa main bangal kaa jaadoo hoon dhoondh rahe ho sab jisko main wahi tumhaari khushboo hoon udd kar seedhi main jannat ke gulsitaan se aayi hoon main pariyon ki shehzaadi main aasmaan se aayi hooooooon khan chacha aur chaube chaacha aapas mein kyun ladte ho khan chacha aur chaube chaacha aapas mein kyun ladte ho maine unko dekha hai tum jinki kitaaben padhte ho raam rahim wahin rehte hain main jahaan se aayi hoon main pariyon ki shehzaadi main aasmaan se aayi hooooooon ik din maine dekha sote swarg ke pehredaaron ko ik din maine dekha sote swarg ke pehredaaron ko tota maina waali kahaani hogi yaad hazaaron ko main uss tota maina waali daastaan se aayi hoon main
kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki chaal kyun dagmagaane lagi hai dil mein chupke chupke chupke se kisne chhede ye rangin taraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka wo nashili nazar jaag uthi hai idhar wo nashili nazar jaag uthi hai idhar chha gaya kyun sama bekhudi ka kuchh sanwar ke aa aaaaa kuchh bikhar ke aa jaane zulfen kahe sab fasaane aannn kaun jaane hnnnnn har ba haannnnnnn kyun mere dil laga muskuraane hnnnnnn kaun jaane aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti hain sabhi meri baatein aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kasmen Waade Pyaar Wafa Upkar (1967) 03:49 20746
 
Poster of Upkar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Pran
Duration : 03:49   Song Number : 20746   

Kasoor Aapka Bahar (1951) 02:11 37124
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Sachin Dev Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Vyjayantimala
Duration : 02:11   Song Number : 37124   

Kasoor Teri Nazron Ka Tha Nirdosh (1973) 04:39 37466
 
Poster of Nirdosh (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Yogeeta Bali
Duration : 04:39   Song Number : 37466   

Kathai Aankhon Waali Duplicate (1998) 07:13 13204
 
Poster of Duplicate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 07:13   Song Number : 13204   

Kati Umr Hotelon Mein Shrimanji (1968) 03:19 37632
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:19   Song Number : 37632   

Katile Tore Naina Nishana (1950) 02:49 13884
 
Poster of Nishana (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:49   Song Number : 13884   

Katra Katra Ijaazat (1987) 06:05 20747
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nasiruddeen Shah, Rekha, Anuradha Patel
Duration : 06:05   Song Number : 20747   

Katte Hain Dukh Mein Parchhain (1952) 03:20 13921
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Shri
Duration : 03:20   Song Number : 13921   

Kaun Aaya Ke Nigahon Mein Waqt (1965) 04:23 20749
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana, Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:23   Song Number : 20749   

Kaun Aaya Mere Mann Dekh Kabira Roya (1957) 03:13 13044
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Anoop Kumar
Raag- 
Ragesri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13044   

Kaun Anjaam E Ulfat Hera Pheri (1976) 03:38 35912
 
Poster of Hera Pheri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:38   Song Number : 35912   

Kaun Apna Kaun Paraya Kaun Apna Kaun Paraya (1963) 03:23 13536
 
Poster of Kaun Apna Kaun Paraya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:23   Song Number : 13536   

Kaun Desh Hai Jana Mukti (1937) 03:18 13802
 
Poster of Mukti (1937)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1937
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Jagdish
Duration : 03:18   Song Number : 13802   

Kaun Disha Mein Le Ke Chala Nadiya Ke Paar (1982) 07:16 15636
 
Poster of Nadiya Ke Paar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Sadhna Singh
Duration : 07:16   Song Number : 15636   

Kaun Gali Gayo Shyaam Pakeezah (1972) 02:46 13900
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Parveen Sultana
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Duration : 02:46   Song Number : 13900   

Kaun Hai Jo Sapnon Mein Jhuk Gaya Aasman (1968) 05:59 20750
 
Poster of Jhuk Gaya Aasman (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:59   Song Number : 20750   

Kaun Ho Tum Mashooq (1992) 05:27 38018
 
Poster of Mashooq (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Ayesha Julka
Duration : 05:27   Song Number : 38018   

Kaun Ho Tum Stree (1961) 03:23 14285
 
Poster of Stree (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
V Shantaram, Sandhya
Duration : 03:23   Song Number : 14285   

Kaun Hoon Main Kya Naam Hai Mera Dard Ka Rishta (1982) 04:09 13022
 
Poster of Dard Ka Rishta (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Baby Khushabu
Duration : 04:09   Song Number : 13022   

Kaun Jaane Har Bahaane Do Bhai (1961) 04:06 39020
 
Poster of Do Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Anil Kumar, Shakila
Duration : 04:06   Song Number : 39020